ajeeb duniya hai ye,
jis mein,main aur meri tanhayi,
rehte hain.hoti hun jab bhi udaas,
chali aati hun iske paas,
yahan sirf reh jate hain,
main aur meri tanhayi.
yahan aati hun to,
dete hain mera sath,
sirf mere aansu,
or unhein ponchne ke liye,
mere hath.
ye aksar aa jate hain wahan,
sirf reh jate hain jahan,
main aur meri tanhayi.
is duniya se waqif nahi koi,
jahan main hun khoyi,
jahan sirf reh jate hain,