aaya tha koi ban ke umang
chaya tha koi ban ke tarang
chali mai uske sang
le kar hazaron rang
toota wo is tarha
main reh gayi dang
khabar na thi uske aane ki
na hi jaane ka tha heesaab
aur fir chala jata hai
karta hai majboor yahi
dil ko yahi tadpata hai
dhun thi iski alag hi
jaise ho koi rabaab
poora hone ko kehta hai
kabhi poora ho jata hai
kabhi adhoora hi reh jata hai
na jane kab aata hai
na jane kab chala jata hai
doob jati hun iske rang mein
jaise nashe mein bhang ke
jane par hota hai ye ehsaas
ab nahi hai wo paas
reh jati hai thodi-si aas
par fir kehti hun yahi
chaya tha koi ban ke tarang
chali mai uske sang
le kar hazaron rang
toota wo is tarha
main reh gayi dang
khabar na thi uske aane ki
na hi jaane ka tha heesaab
wo bas tha ek khwaab
khud hi aata haiaur fir chala jata hai
karta hai majboor yahi
dil ko yahi tadpata hai
dhun thi iski alag hi
jaise ho koi rabaab
wo bas tha ek khwaab
adhoora ban kar aata haipoora hone ko kehta hai
kabhi poora ho jata hai
kabhi adhoora hi reh jata hai
na jane kab aata hai
na jane kab chala jata hai
doob jati hun iske rang mein
jaise nashe mein bhang ke
jane par hota hai ye ehsaas
ab nahi hai wo paas
reh jati hai thodi-si aas
par fir kehti hun yahi
Nice poem, let us remain it a poem only. :)
ReplyDeleteyeah!
Deleteit's just a poem!
Ab us khwaab ko samjho purana ek kabaab aur bhool jao.
ReplyDeleteji!
Deletegood way!